Rasta wahi par rha nigah gayi na jidhar..Dhup chaon ke darmiyan hi hum ulajhte rahe
Ke woh dekhte rahe ke ab aate honge intihah bhatakne ke bad..Halki Roshni thi bachi Chiragon Mei ke ab woh Khalal na sahe
Rasta wahi par rha nigah gayi na jidhar..Dhup chaon ke darmiyan hi hum ulajhte rahe
Ke woh dekhte rahe ke ab aate honge intihah bhatakne ke bad..Halki Roshni thi bachi Chiragon Mei ke ab woh Khalal na sahe
Pass hoke bhi ehsaas na rha
Mojud tha par ab khaas na rha
Zindagi ab aur kya rang dikhayegi
Pathhar sa hua jaata maas na rha
Jinki khushiyon ko dhundte hue, Hum khud ko kho baithe.. Harry
Galeez sa hua jaata har roj, pehle sa ikhlaas na rha
Ke ab nuksaan sa lagne laga, har lamha saath bitana
Lekha khaata kyu badhaye , hisab pichla hi apne paas na rha
Dil se dil milte nahi, lakh zor lagane par bhi ab toh
Chuth hi jayen ab haath, jo rishta ye raas na rha
Of all the chances, that a man deserves..
In lieu of efforts invested to maintain reserves..
Considering the honesty and dignity one still preserves..
Just meet me there, where the road curves!!
· Cleaner you proceed, cleaner you end
· Experience matters most (Practise makes man perfect)
· Whatever suits your style
· In longer run, how you feel(comfort) matters more than how it looks
· Responsibility (having a head)
· Stand out and look different
· Presence is more important than absence
· Reflection of your inner self/mood/attitude
· Its project management with all phases of equal importance: initiation, planning, execution, finalization
· It will tell you if you go wrong (turban talks)
· Importance of small things
· Patience
· Some pains are for good
· Little extra is way better than falling short
· It’s always better if you love what you do
· Nobody looks it the way you do
Takalluf na kar ae mere dil ke aihsaan na ada hoga.. ke hum to khwahishein bhi sunte hai teri takalluf mein
Adavton ka to mano na ab ye aalam hai.. ke ranjishein si ab rehti hai dimago se bhi
Ek ajeeb se taghaful mei fas ke reh gya hu mai.. ke hosh-e-kamil bhi hai aur zor reh gya hi nahi